ek shan aapki zindagi badal sakta hai ..... us shand ka intezaar karo,
jo aapki zindagi ko badal de use pehle se behtar bana de.
kabhi kabhi hum un logon ko nahin samajh pate jo hamare paas hain jo hamari fikr karte hian,
jo humaein chhate hai hum kabhi kabhi itne swarhi ho jate hian ki ye bhoolbaithte hain ki
ye hi wo log hain jo hamare apne hain jo hamare bare main aacha sochte hian
kabhi zindagi kuch aase pal dikhati hai aasii ghatnao se guzarti hai ki
hum apne rahoo ko bhool baithe hain hum gumrah ho jate hain....samajh nahi
aata ki kya karein ..kya na karein kise aapna kahein kisi nahi ..aaise mai
agar kisi ka sahara na ho kisi ka sahi mashwara na mile ...tobahut kuch
bigad sakta hia bahut kuch galat ho sakta hai ,,,
zindagi ko hamesha aapne tarah se maaat socho doosro ke nazarion ko bhi
dhyan mai rakho
wo jo dikhta hai kaabhi wo hota nahi aur jo hum soche baithe hain ki hoga
wo shayad hota nahin .....bas aaisi hi hai ye zindagi ...aaisi hi hia is
maan is dil ki kahani ...
yahi hai meri kahani.
Biren Bhatia
Friday, April 11, 2008
Meri kahani
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Blog Archive
the poison in me
- Biren
- Bhilai/Kota/Mumbai, Chattisgarh/Rajasthan/Maharashtra, India
- I AM A Restless soul a dreamer .....wanna be the best ... ....singing,,, talking ,,,, chatting ,,,,, photography ,,, Sketching ...trekking. DRAMATICS (ACTING/Writing/Direction)....etc etc...these things define me ! Peace! Change the world
No comments:
Post a Comment