Tuesday, January 29, 2008

सपने

आँखें बंद करने से डरता हूँ , सोने से डरता हूँ
अँधेरे से नहीं ही भूत से मैं सपनो से डरता हूँ |

ये सपने जाने क्या क्या दिख्लायेंगे
zindagi को बदला बदला बतलायेंगे |

सपने हकीकत से परे हैं जो, हकीकत जाने क्यों लगते हिईं वो
शायद कुछ आइसे सपे ही हम देखना चाहते हैं,इसीलिए ऐसे सपने आते हैं |

सपनो मैं क्यों हर चीज़ लगती है परायी मुझे, अपने तो कहीं दिखते ही नहीं मुझे
कभी क्या पूरे भी होतें हैं ये सपने , इनमें हरदम ढूँढा करता हूँ मैं आपने |

दोस्त, साथी कोई भी बस आपने जैसा हो
मैं चाहता हूँ मेरा हर सपना बस ऐसा ही हो|

गर देखता हूँ मैं कोई ऐसा सपना, जिसमें दिखे मुझे कोई अपना
तो लगता हैं मुझको ये डर कहीं सपना टूट जाये और zindagi बन जाये फिर से बंजर |

इसलिए मैं आँखें बंद करने से डरता हूँ , सोने से डरता हूँ
अँधेरे से नहीं ही भूत से मैं सपनो से डरता हूँ |

Sunday, January 27, 2008

Soch !

kabhi sochta hoon sab kuch chod doon, aur kabhi sochta hoon ...kyon ?
pata nahin ye antar man ka domuha saanp mujhe kab dasna chodega
aur yeh man, har cheez ke do pehlu ke drashtikon ko todega.

Kyon sirf aacha maan cheezain aapnata nahin, ya bura maan ke nahi deta choud
Kyon use na apna pata hoon na paata hoon choud
kahin beech main hin deta hain us cheez ka khayal dum todh

aaisa kyon karta hoon samajh main aata nahin
aapne baare main abhi tak itna bhi jaanta nahin
is sawalon ko poochta hon khud se par koi jawa mil pata nahin

isko badlna chhat hoon ek nirnay lene chahta hoon
par najane kyon aaisa nahin kar pata hoon
aur na jane aais ekitne domukhi sapon se khud ko daswata hoon


Biren

Mujhe jeene do

chodo mujhe, mujhe khule aasman main udna hain
vo unche pahad nadiyaan jungle in sab ko paar karna hian,

jeena hain unmukt ho kar khusi se marna hain
mujhe aab is samajik pinjare ki kaid main zinda hoke bhi nahi marna hain,

haar reeti riwaz ko chodna chahta hoon
main ye jeevan aapne dhang se jeena chahta hoon,

naye rishtoon ko nibhana chhata hoon
main aapne astitv ko behtar banana chahta hoon,

bheed se pare ya uske virudh jana chahta hoon
in samajik bandhno sai main door bhagna chhata hoon

yakin hain kahin na kahin koi meri tarah usna chhata hoga
meri rachnaoon main aapni rachnaoon ko paata hoga

main JAANTa hoon jaisa sochta hoon,vo mushkil hain karna haasil,
par aab aur nahin rehna chahta is samajik bheed main shaamil.

Biren

MAA

meri ek hansi ke liye, apne hazaro dard chupati hain meri maa,
man main hi ro leti hai,mujhe khus dekhne ke liye hasti jati hain meri maa

girta hoon jabh bhi,mujhe sambhalti hain sahara deti ahin meri maa
har din mujhpe pyar lutati hian,kuch naya siklati hain meri maa

kabhi dant ke mujhe kabhi maar kar, khud hi ro padhti hain meri maa
zindagi haans ke jeena,aage badna,darna nahin sikhlati hain meri maa

koi dukh aata hian to deevar si ban jaati hain meri maa
galat kadam badata hoon kabhi to samjhati hain mujhko meri maa

door rehkar bhi usse gar yaad na karoon main use
fir bhi yaad mujhe karti hain meri maa

mujhse pyar itna karti hai ki badle main kuch chahti nahi hain meri maa
is duniya main sabse pyari hain,sabsi aachi ahin meri maa !

Biren

Sunday, January 13, 2008

NaKaab










nakab pe nakab hain, nakab behisaab hian,
har chere ke liye..,mere pass, ek nakab hian;

har waqt chre par ek nakab rakhta hoon,
na jane aapna asli chhehra dikhane se kyon darta hoon;

har insaan, har pal ke liye chehre pe ye nakab aata hain,
kisi bhi naye Rishte ke liye ek nakab khud hi jud jata hain;


nakab par nakab chad jata hain,
mera chehra, na jane, in sab main Kahan kho jata hain;


darpan main bhi khud ke liye ek nakab nazar aata hian,
yeh chera na jane kitne nakab chadhata hian;

in nakabo main meri zindagi kho gayi hian kahin
aab too main khud ke liye "MAIN" sa nahin.

###################################
Biren:)

Friendship

You were there in darkness to provide light,
You were there if anyone harms me,ready to fight.
You were there with all your support,love for me
I have blind faith in you,i know u'll let no one harm me.
You are there when i was happy,when i was sad,
Whether my mood was good or bad.
You'r shoulder was ready when i had to cry,
Your hands reached my cheeks to wipe off the tears,make them dry.
Without you i don't imagine how will i live,
U're a treasure for me and the best gift that life give.
Thanks for being there ,thanks for being my friend


-Biren Bhatia [:)]-

How did you find this blog and my poem ..do reply add your comments please .

darrrrr...

this is one of my old creations !

darrr..

Dar lagta hain sone se.. kal na uth paooon main gar,
Agli subah na dekh paonn main agar .
Nahin dekh paoon tumhein fir kabhi bhi,
Juda ho jaoon tumse main apne sapno main hiii.
Neendon main hi gumn hua main duniyaan se agarr,
Kaise rahegi tu Zinda mujhse, judaa hokar...
Kane kab ho meri aakhri mulakat tumse ,
Kab juda ho jao tum, mujhse....

Dar lagta hain sone se..
Sapno main tumhein khone se
Kabhi sone se dar lagta hain kabhi sapnon se,
Dar lagta hain tujhe .... khone se.
Kehte hain kabhi kabhi sapne bhi saach ho jate hain,
Kabhi mere sapnoon main hum bichad jate hain.
Kahin ye sapne sach na ho jayein kabhi ,
Isliye main sapne dekhna chahta hi nahin .
***********************************************
Biren :)

kashmakash ......

hum sub andar se khokle ho chuke hain, jo kaam karte hain bas matlab ke liye ...hasna rona ..sab bhul chuke hai bas ek hi emotion bacha hain wo hain "matlab" ek hi mazhab reh gaya hain ...."paisa".
Kabhi kabhi apne andar jhankta hooon to kuch nazar nahin aata sab khali kahli sa lagta hian mano sharir to hian par aatamaa sadh ke hawa ho chuki hain
aur shayad hum sab ki kahani hain yeh.
Log ..paristihiyan, hamein itna badal deti hain ki aaiyanee main khud ke aks ko pehchanna mushkil ho jata hain.
ye cheezein insaan ko chidchida bana rahi hian ..har jagah competition, dosti ke naam pe dokha ....rishtoo ki door dhere dheere tooti si nazar aaati hain, dil kuch karne ko kehta hian aur Dimag na jane kya kar baithta hain. Insan apneaap se kitna paraya ho gaya hain apno se door anjaan logo se panah lene laga hain jahan use bahari sukh prapt hota hian, jahan wo is brahm me rehta hain ki wo khush hain.

sab log kyon paise ki is daud main bhag rahe hain? reiste natoon ko bhula ke ...is brahm me jee rahe hain ki paisa hi sari khushi la sakta hai,
Main bhi kam nahin hoon is daud main pichad na jaoon isliye ...bhagta hoon kabhi girta hoon kabhi ladkhadata hoon ..kabhi kisi ka sahara chahta hoon ..par har koi apni daud mainjeetne main itna masroof hota hain ki, kisi ka dhyan apni taraf nahin kheech pata nirantar daudta rehta hooon ..pichadne ka darr lagta hain .

mujhe kahan jata hain yeh mat ..woh mat karo isse milo usse mat milo, Ye kaam aacha hain ..yeh Bura hian in sab ke maya pash main khain apni zindagi jeena bhool chuka hoon kahin wo masumiyat wo Biren kho chuka hoon jo kabhi zinda tha. man karta hain hi ki bas ek din subah ho aur in sab bandhano se in sab situations se free hoo jaoon aazad panchi ki taarah aasman main ud paooon.

Par You have to be realistic ...and ...Live life accordingingly

i once heard " its not a person who's great, there are situations which make the person great"

Biren

the poison in me

My photo
Bhilai/Kota/Mumbai, Chattisgarh/Rajasthan/Maharashtra, India
I AM A Restless soul a dreamer .....wanna be the best ... ....singing,,, talking ,,,, chatting ,,,,, photography ,,, Sketching ...trekking. DRAMATICS (ACTING/Writing/Direction)....etc etc...these things define me ! Peace! Change the world